Posts

Showing posts from November 5, 2018

Har bat pe aansu bahaya nahi karte, dil ki bad har kisi ko bataya nahi karte, log muthi me namak leke ghumte hain.. dil ke jakham har kisi ko dkhaya nahi karte Pyar Kiya To Badnaam HoGaye, Charche Hamare Sar E AamHo Gaye, Zaalim Ne Dil Bhi Usi WaqtToda, Jab Hum Uske Pyar K GulamHo Gaye.

Har bat pe aansu bahaya nahi karte, dil ki bad har kisi ko bataya nahi karte, log muthi me namak leke ghumte hain.. dil ke jakham har kisi ko dkhaya nahi karte!!d

Bin Baat Ke Hi Roothne Ki Aadat Hai, Kisi Apne Ka Saath Paane Ki Chahat Hai, Aap Khush Rahe, Mera Kya Hai.. Mai To Aaina Hu, Mujhe Tootne Ki Aadat Hai..!

Toota ho dil to dukh hota hai, Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai, Dard ka ehsaas to tab hota hai, Jab kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai.

Anjane Mein Hum Apna Dil Gawa Baithe, Is Pyar Me Kaisa Dhoka Kar Baithe, Unse Kya Gila Kare… Bhool Hamari Thi, Jo Bina Dilwalon Se Dil Laga Baithe.

Iss dil ko kisi ki aas rehti hai, Nigaah ko kisi soorat ki pyaas rehti hai, Tere bina zindagi mein kami toh nahi, Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai.

Ulfat ki zanjeer se dar lagta hai, kuch apni takdeer se dar lagta hai, jo kisi ko kisi se juda karti hai, hath ki us lakeer se dar lagta hai.

Tum khafa ho gaye to koi khushi na rahegi, Tere bina chirago mein roshni na rahegi, Kya kahe kya guzregi dil par, Zinda to rahenge par zindagi na rahegi.

Ek Aadat Si Ho Gayi Hai Chot Khane Ki, Bheegi Hue Palko Sang Muskurane Ki, Kash Anjam Wafa Ka Hum Pehle Hi Jante, To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane ki.

Pyar Jo Kisi Se Karoge Ruswayi Hi Milegi, Wafa Jitni Bhi Karoge Burayi Hi Milegi, Chahe Kisi Ko Kitna Bhi Apna Bana Lo, Jab Bhi Aankh Khulegi Tanhai Hi Milegi.

Aansuo ki tarah aankho se na beh jana tum, Dua hai kabhi hamari zindagi se na jana tum, Maut ka dar nahi ye to ek din aani hai, Bas dar hai hum se bichad na jana tum.

Hamne kabhi kisi ko aazmaya nahi, jitna pyaar diya utna kabhi paya nahi, kisi ko hamari bhi kami mehsoos ho, shayad aisa khuda ne hame banaya nahi.

Dil ne tere pyar par majbur mujh ko kar diya, Is jahaan ki har khushi se door mujh ko kar diya, Jis kadar chaha tha dil ne pass tere aane ko, Is kadar duniya ne tujh ko mujh se door kar diya.

Mohobbate muqam har kisi ko nahi milta, dilo ka jahan har kisi ko nahi milta, pyar wo nadi hai jiske raste mein aag ka dariya hai, tabhi to iss nadi ka kinara har kisi ko nahi milta.

Wo mausam wo bahar bhi uske saamne kam thi, Uske saath gujra wo waqt wo fija bhi nam thi, Par kya kare aye jaalim hum ye bhool hi gaye, Apne haatho mein wo mohabbat ki lakeere hi kam thi.

Gehri Khamoshi Se Dosti Yoon Ho Gayi, Waqt Ki Raftaar Mein Har Khushi Kho Gayi, Bune the Humne Kuch Sapne Jo In Aankhon Se, aayi jo badkismati ki aandhi Sab Kuch Dho Gayi.

Aakhiri baar tumhe Likhta hu Khat, Kal Hum Tumhe milne aayenge, Agar na aaye Tum Milne Hume, sada Teri Nigaho se Door chale jayenge.

Tum khafa ho gayi to koi khushi na rahegi, Tere bina charago mein roshni na rahegi, Kya kahe kya guzregi dil par mere, hum zinda bhi rahe to zindagi na rahegi.

Dubte hain to pani ko dosh dete hain, Girte hain to pather ko dosh dete hain, Insaan bhi kya ajib hain dosto.. Kuchh kar nahi pata to kismat ko dosh dete hain!